![]() |
| Add caption |
welcome to
1.PDF files banane ke fayde?
answer: PDF file banane ke fayde etne hai jise bata pana sambhaw nhi kiunki hai kagaji(paper work) me eska upyog kiya ja sakta hai. abto badhti jarurto ke karan aaj ke samay me har documents ko PDF banaya jaraha kiunki yah (e-data) ka bahut hi achhi quality me screen par dikhane me saksham hai . eske fayede:
(1).yadi ap apna document example (id-card,DL) KO PDF file me banaten hai .aur aap ne pane phone me save kar rkha hai aur aap ko (idcard) ki emergency me jarurat hai. to ap turant aapne phone me dekh sakhten hai aur print bhi karsakten hai
(2). agar aap student hai to aap ko bahut saree books ko bags me lejana padata hoga aur wah bahut hi bhari hoti hai emezing kare agar aap ne apne book ko PDF me banaya hua hai.to aap ko bas apne phone,tables,leptop me ja ke opene karna hai aur aap ki books ap ke phone,teb ,leptop ke screen par hogi.
2.kya photo (image) ko pdf me
badla ja saktahai?
answer: banaya ja sakta hai cs app se


No comments:
Post a Comment
Thanks for comment