![]() |
| Add caption |
Hello friends aaj me ap ko bataun ga ki smartphone ki speed slow kiun ho jati hai aur ese phir se high speed tak kaise pahun chayen
1.samart phones ki speed slow kiun ho jati hai?
● samart phones me seytem application aur jo aap download karten hai wo sab samay ke sath cached data banate rahten hai asa es liye ho ta hai kiunki ap ke smartphone me jitni bi app hai woh sab background me chalti rahti hai aur sath hi sath me cached data banta hai jiske karan phone slow ho jata hai aap ko har 15day me cached data delete karna hahiye
Kiunki cached memoney smartphone ke ram ka ek aham hissa hai. Aur aap ka smartphone kab chahi jaise use karsakta hai cached data use karta hai .
For example: aap apne phone ke men menu me jayen aur settings ko open karen ap app par jayen ab koi bi app apr click karen ap dekh sakten hai ki har app cached data banata hai.
• Upay:
Kaise cached delete karen?
1. setting me jakar storage ko open karen ab cached data doonde ab canch data par click karen clear cached data?
This will clear cached data for all app
Cancel ok
Ab aap ko "ok" par click karen agar nhi ho to 2-3 bar yahi Trey karen
![]() |
| Add caption |
● ROM memory (internel memoney)
yah bhi bhaut mahtypurn bhumika nibhata hai phone kis speed es par bhi nirbhar karti hai challiye bataten hai kaise rom me ap ka operating sytem software rahta hai aur oss ya os kaha jata hai yah software pure Phone ko control karta hai . Aur esme smart phone ka sabi important app aur Data hota hai jo samay ke sath use karte karte apna aakar badatarahata hai jo phone ko chalane keliye bahut jaruri jaise android system UI eske bila ap ka phone kam nhi kareha aur yah bhi apna size badhata rahta hai jiske karan phone memory badhti rahti haihai
Click to goSeo ready blog temple s
free downlod here mobile blog temple
Aur ase bahut se app and tool's hai jinki jarurat smart phone me samay samay par hoti hai
For example: jaise ki aap ne dekha ho ga ki whatsapp app jab downlod karten hai to uska size lagbhag 19.mb sele kar 25.mb ke andar hota hai par jab aap use use karten hai to wah karib 55.MB se lekar 60.mb tak ho jata hai eska matlab hai ki app ka size use ke upar nirbhar karta hai ap jitna jada use karo ge memory utna hi jaldi bhar jati hai
hai
•Upay: ho sake to jitna jada memory khali rakhen ( phone memory ko kali rakhen
![]() |
Clean Master app ke upyog se junk file delete kren
Ab aap ka phone hawa se baten karega
Thank s for visitvisit
Yeh bhi padhen





No comments:
Post a Comment
Thanks for comment